Posts

Showing posts from May, 2024

Jab Tumhaare Paas kisi Qaum ka Baaizzat Shakhs aaye to uski Izzat o Ahtraam karo

Image
Jab Tumhaare Paas kisi Qaum ka Baaizzat Shakhs aaye Hadees: Ibne Umar (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Jab Tumhaare paas kisi Qaum ka Ba'Izzat Aadmi aaye to tum us ka Ikram karo." 📕 Sunan Ibn Majah, Hadees 3712 © www.ummat-e-nabi.com/home https://ummat-e-nabi.com/jab-tumhaare-paas-kisi-qaum-ka-baaizzat-shakhs-aaye-to-uski-izzat-o-ahtraam-karo/?feed_id=332&_unique_id=665a95f9acb97

Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare ...

Image
Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare aur Tumhare Gunah Tumhe Ranjeedah kare tou tum momin ho." 📕 Silsila Saheeha; Hadees: 550 https://ummat-e-nabi.com/jab-tumhari-nekiyan-tumhe-khush-kare/?feed_id=317&_unique_id=66594494bf3a5

खाना खाने के बाद की दुआ | Khana khane ke baad ki dua

Image
खाना खाने के बाद की दुआ Khana khane ke baad ki dua الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِي أَطْعَمَنِي هَذَا وَرَزَقَنِيهِ مِنْ غَيْرِ حَوْلٍ مِنِّي وَلاَ قُوَّةٍ ‏‏ अल्हाम्दुलिल्लाहिल्लज़ी अतअमनी हाज़ा व रज़कनिही मीन गैरि हौलिन मिन्नी वा ला कुव्वातिन तर्जुमा : तमाम तारीफें उस अल्लाह के लिए है जिसने मुझे ये खाना खिलाया और मेरी कुदरत और ताक़त ना होने के बावजूद ये अता फरमाया। रसूलुल्लाह (ﷺ) ने कहा कि अगर कोई व्यक्ति इस दुआ को खाने के बाद पढ़ता है, तो उसके सभी पिछले गुनाह हो जाएंगे। (जामिआ अत तिरमिज़ी 1383-हसन) Courtesy: https://duainhindi.in/khane-peene-ki-duaayein/#i-5

दूध पीने की दुआ | Doodh peene ki Dua in Hindi

Image
दूध पीने की दुआ Doodh peene ki Dua in Hindi اللهم بَارِك لَنَا فِيهِ وَ زِدْنَا مِنْهُ अल्लाहुम्म बारिक लना फीहि वजिदना मिन्हु तर्जुमा : ऐ अल्लाह ! तू इस में हमारे लिए बरकत दे और हमें इस से ज़्यादा दे। Courtesy: https://duainhindi.in/khane-peene-ki-duaayein/#i-2

Narmi Ikhteyar karo, Sakhti aur badzubani se apne aap ko bachaao

Image
Narmi Ikhteyar karo, Sakhti aur badzubani se bacho Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Narmi Ikhteyar karo, Sakhti aur badzubani se apne aap ko bachao." 📕 Bukhari; Hadees: 6401 https://ummat-e-nabi.com/narmi-ikhteyar-karo-sakhti-aur-badzubani-se-apne-aap-ko-bachaao/?feed_id=249&_unique_id=6657f31d5af19

Zikr-e-Ilaahi karne walo ke Liye Khush khabri

Image
Zikr-e-Ilaahi karne walo ke Liye Khush khabri Hazrte Abu Huraira (R.A) se Mairvi hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ka farman hai - “Allah Ta'ala ke kuch Sayyah (Yaani Sair Karne Wale) Farishte hai, Jab Woh Mehafil-e-Zikr (Allah ka Zikr/Ibadat karne walo) ke Paas se Gujarte hai tou Ek Dusre se kahte hai: (Yahan) Baitho. Jab Zakirinn (Zikr Karnewale) Dua Mangte hai tou Farishte Unki Dua par 'Aameen' Kehte hai. Jab Woh Nabi (ﷺ) par Durood bhejte hai tou Woh Farishte bhi Unke Sath Milkar Durood bhejte hai, Hatta ki woh Muntashir (Yaani Idhar Udhar) ho jate hai. Phir Farishte ek dusre ko kahte hai ki Inn Khush-Nasibo ke liye Khush-Khabari hai ki woh Magfirat ke saath wapas ja rahe hai." 📕 Jam'ul Jawami'a Lissuyuti,J 3, Safa 125, Hadees-7750 https://ummat-e-nabi.com/zikr-e-ilaahi-karne-walo-ke-liye-khushkhabri/?feed_id=234&_unique_id=6656a185879e9

5 Cheezon ko Ghanimat jano : Hadees

Image
5 Cheezon ko Ghanimat jano : Hadees Abdullah Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ‟5 Cheezon ki 5 cheezon se pehle Qadr karlo (un me se ek ye hai ke) apni jawani ki qadr kar lo budhapa aane se pehle." 📕 Shu’ab al-Iman, Hadees 9575 https://ummat-e-nabi.com/5-cheezon-ko-ghanimat-jano-hadees/?feed_id=213&_unique_id=66560717b55d0

Quran in Roman English | Quran Transliteration PDF Free download

Image
Quran in Roman English Quran Transliteration PDF Free download Quran in Roman English pdf free Download, Roman Quran with English translation and transliteration, roman quran Surah, Quran in English text with Arabic Pronunciation Size: 8MB | Pages: 709 DOWNLOAD Word to word translation of quran in roman urdu pdf, quran in roman arabic pdf free download, quran in roman english book, holy quran with roman urdu translation DOWNLOAD https://ummat-e-nabi.com/quran-in-roman-arabic-pdf-free-download/?feed_id=195&_unique_id=6655e33065fa4

Sabse Behtar Amal (Neki) Jo Humesha kiya Jaye

Image
Sabse Behtar Amal (Neki) Jo Humesha kiya Jaye Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: "Beshaq Allah Taala ke Nazdeeq Sabse Behtareen Amal (Neki) wo hai jo humesha kiya jaye chahe wo kum hi kyun na ho." 📕  Sahih Bukhari, Hadees: 6464 https://ummat-e-nabi.com/sabse-behtar-amal-neki-jo-humesha-kiya-jaye/?feed_id=183&_unique_id=66555008d188b

Allah ke 99 Naam aur Sifaat - Quraan ki roshni mein | Roman Urdu & English

Image
Allah ke 99 Naam aur Sifaat - Quraan ki roshni mein | Roman Urdu & English Discover Allah ke 99 Naam aur Sifaat in Roman Urdu and English with meanings and benefits from the ... More > https://ummat-e-nabi.com/Allah-ke-99-Naam-aur-Sifaat.html

Kisi bhi Musalman Bhai ki taraf Hathiyar se Ishara na kare

Image
Kisi bhi Musalman Bhai ki taraf Hathiyar se Ishara na kare Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - " Koi Shakhs apne kisi deeni bhai ki taraf hathiyar se ishara na karey kyunki wo nahi janta mumkin hai ke Shaitan uskey haath se chura de aur phir wo kisi Musalman ko maar kar uski wajah se jahannum ke Ghaddey me gir jaye." 📕 Sahih al-Bukhari, Hadees 7072 https://ummat-e-nabi.com/deeni-bhai-ki-taraf-hathyaar-se-ishara-na-kare/?feed_id=147&_unique_id=6653fe7dbec87

Nek Bando ke liye Jannat ki Nematein

Image
Nek Bando ke liye Jannat ki Nematein Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: Allah Taala farmata hai: "Maine Apne Nek Bandon ke Liye (Jannat mein) Woh Cheezein Tayyar kar Rakhi hain Jinhein kisi Aankh ne dekha na kisi Kaan ne Suna aur na kisi ke Gumaan mein Woh aayi hain." 📕  Sahih Bukhari, Hadees: 4779 https://ummat-e-nabi.com/nek-bando-ke-liye-jannat-ki-nematein/?feed_id=131&_unique_id=6652ad1f90b25

Jisne Tanhayi me Allah ko Yaad kiya aur uske Aansoo Jaari ho Gaye

Image
Jisne Tanhayi me Allah ko Yaad kiya aur uske Aansoo Jaari Ho Gaye ۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya, "7 tarah ke log hain jinhe Allah Subhanahu Ta’ala Apne (Arsh ke) saaye me panaah dega, unmein se ek wo bhi hai jisne Tanhayi me ALLAH Subhanahu Ta’ala ko yaad kiya aur uski Aankhon se Aansoo jaari ho gaye.” 📕 Sahih Bukhari, Hadees 6479 https://ummat-e-nabi.com/jisne-tanhayi-me-allah-ko-yaad-kiya-aur-uske-aansoo-jaari-ho-gaye/?feed_id=115&_unique_id=66515bbbafa4d

Namaz ka Tarika in Hindi 2024

Image
नमाज़ का तरीका | Namaz ka Tarika | Namaz in Hindi नमाज़ का तरीका बहोत आसान है। नमाज़ या तो २ रक’आत की होती है, या ३, या ४ रक’आत की। एक रक’आत में एक क़याम, एक रुकू और दो सजदे होते है। नमाज़ का तरीका कुछ इस तरह है – 1. नमाज़ के लिए क़िबला रुख होकर नमाज़ के इरादे के साथ अल्लाहु अकबर कहें कर (तकबीर ) हाथ बांध लीजिये। 2. हाथ बाँधने के बाद सना पढ़िए। आपको जो भी सना आता हो वो सना आप पढ़ सकते है। सना के मशहूर अल्फाज़ इस तरह है “सुबहानका अल्लाहुम्मा व बिहम्दीका व तबारका इस्मुका व त’आला जद्दुका वाला इलाहा गैरुका” (अर्थात: ए अल्लाह मैं तेरी पाकि बयां करता हु और तेरी तारीफ करता हूँ और तेरा नाम बरकतवाला है, बुलंद है तेरी शान और नहीं है माबूद तेरे सिवा कोई।) 3. इसके बाद त’अव्वुज पढ़े। त’अव्वुज के अल्फाज़ यह है “अउजू बिल्लाहि मिनश शैतान निर्रजिम. बिस्मिल्लाही र्रहमानिर रहीम।” 4. इसके बाद सूरह फातिहा पढ़े। 5. सुरे फ़ातिहा के बाद कोई एक सूरा और पढ़े। ६. इसके बाद अल्लाहु अकबर (तकबीर) कह कर रुकू में जायें। ७. रुकू में जाने के बाद अल्लाह की तस्बीह बयान करे। आप जो अल्फाज़ में चाहे अल्लाह की तस्बीह बयान कर ...

Safar ki Dua Quran wa Sunnat ki roshni mein in Hindi

Image
Safar ki Dua Quran wa Sunnat ki roshni mein in Hindi ۞ बिस्मिल्लाह-हिर्रहमान-निर्रहीम ۞ Safar ki Dua in Hindi | सफ़र (سفر) एक अरबी शब्द है जिसका मतलब यात्रा करना, यात्रा पर जाना या परिवहन से है। यह चाँद के कैलेंडर (lunar calendar) का दूसरा इस्लामी महीना भी है और वह महीना है जब मुसलमान भोजन इकट्ठा करने के लिए ... continue reading Source: Safar ki Dua | सफर की दुआ: जानिए कैसे करें अपने सफर को मेहफ़ूज़ !

Dailly 40+ Hadees in Hindi

Image
Dailly 40+ Hadees in Hindi रोज़ाना हदीस जाने | आज की हदीस: फर्ज और सुन्नत अमल के बारें में, अहेम अमल की फजीलत के बारे में, गुनाह के बारे में, दुनिया और आख़िरत के बारे में, तिब्बे नबवी से इलाज के बारे में प्यारे नबी ﷺ की प्यारी बातें | #hadees #hindiHadees #HadeesinHindi Source: https://ummat-e-nabi.com/hi/hadees-in-hindi/

Aaj ki Hadees | 24 may 2024

Image
#hadees #Hadeesoftheday #aajkihadees
Image