Purey yakin se Allah se Dua mange kyunki Allah ke liye kuch bhi Namumkin nahi

Hadees: Abu Huraira (R.A) ne kaha ki, RasoolAllah (ﷺ) ne Irshaad farmaya:

"Jab tum me se koi Dua kare tou yeh na kahe ki 'Ya Allah mujhe bakhsh de agar tu chahe tou, mujh par reham farma, agar tu chahe tou mujhe rizq de,' balki yakin ke sath Dua kare Kyuki Allah Ta’ala jo chahata hai karta hai aur koi uss par zabardasti karne wala nahi hai."

📕 Sahih al-Bukhari, Hadees: 6339

https://ummat-e-nabi.com/pura-bharosa-karke-dua/?feed_id=1018&_unique_id=6670ff8791baa

Comments

Popular posts from this blog

25 Islamic Status Quotes about Parents in HD Images Download for WhatsApp

Best Islamic Marriage Quotes | Inspirational Quotes about Marriage ...